Thursday, March 26, 2009

चल दिए

हर आग सिने में दबाये चल दिए
हर गम हर सदमे भूलाये चल दिए

हमने जिंदगी से जो पल चुराए थे
उन्हें अपने दिल में छुपाये चल दिए

जो शमा जलाई थी हमने हयात में
उसे अपने अश्को से बुझाये चल दिए

बढाये कदम हमने तेज़ इतने की
अपने आपको धुल में मिलाये चल दिए

तेरा मुझ पर जो भी क़र्ज़ बाकी था
उसे अपनी खुशियों से चुकाए चल दिए
****************************************
**********************************
har aag sine me dabaye chal diye
har gum har sadame bhulaye chal diye

humne zindagi se jo pal churaye the
unhe apne dil me chupaye chal diye

jo shamaa jalai thi hayat me
use apne ashqo se bujhaye chal diye

badhaye kadam tez itne kii
apne aap ko dhool me milaye chal diye

tera mujh par jo bhi karz bakii tha
use apnii khushiyo se chukaye chal diye

mein janata tha mere jane tum roaugii
apne jaane ki khabar bin sunaye chal diye

apne ghar ka ik ik pathar toda humne
unhi patharo se tera ghar basaye chal diye

No comments: